A place to learn Music and Musical Instruments and Dance.

Madhur Sangeet Vidyalaya is situated at 563/74 Chitragupta Nagar, Alambagh, Lucknow-5. UP. India.

Classical singing and Kathak Dance is taught by trained teachers. Casio/ Synthesizer, Dholak, Tabla, Guitar, Violin, Flute playing can also be learnt in easy way. If desired one can appear in the examination conducted by Prayag Sangit Samiti, Allahabad. Form filling facility is available here.

Friday, March 2, 2012

Raag Kafi


खेलत नन्द किशोर सघन बन
नाचत गावत मुरली बजावत
छिपत कुञ्ज की ओट, सघन बन

धेनु चरावे माखन खाए
निसदिन माखन चो .......र
मुरलीधर गिरिधर मनमोहन
भक्तन के चितचोर, सघन बन

Tuesday, November 22, 2011

pyar karne wale

Pyar Karne wale pyar karte hain Shaan Se. Asha Bhosle's song.
Song By ASHA BHOSLE
pyaar karanewaale, pyaar karate hain shaan se
jeete hain shaan se, marate hain shaan se

lete hain kisee kaa jo naam un ko hajaaro salaam
kabhee rukate nahee, kahee zukate nahee, chaahe kuchh bhee ho anjaam
yaar kee galee se gujarate hain shaan se

rastaa naheen aasaan denaa padataa hain imtihaan
ye hain dil kee lagee, ye naheen dillagee, aate hain kaee tufaann
wo doob ke fir ubharate hain shaan se

Monday, November 14, 2011

Is Mod se jaate hain song notation lesson

Andhi film song Is mod se jaate hai kuchh sust kadam raste. This song touches heart directly. try to play.

Monday, October 24, 2011

Bekarar karke hamein yoon na jaiye

Bekarar karke hamein yoon na jaiye, Aap ko hamari kasam laut aaiye. Very famous and popular song from film Bees Saal Baad, Singer Hemant Kumar
(Beqarar karke humein yoon na jaiye 
Aapko humari kasam laut aaiye) -2

Dekhiye woh kaali kaali badliyan
Zulf ki ghata churana le kahin
Chori chori aake shokh bijliyan
Aapki adaa churana le kahin
Yoon qadam akele na aage badhaiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke..

(Dekhiye gulaab ki woh daaliyan
Badhke choom le na aap ke qadam) -2
Khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein
Koi aapko bana na le sanam
Behki behki nazaron se khud ko bachaiye
Beqarar karke..

Zindagi ke raaste ajeeb hain
In mein is tarah chalaana kijiye
Khair hai isi mein aapki huzoor
Apna koi saathi dhoond lijiye
Sunke dil ki baat yoon na muskuraiye
Aapko humari kasam laut aaiye
Beqarar karke..

Thursday, August 11, 2011

Yun hi tum mujhse baat karti ho

Yun hi tum mujhse baat karti ho famous melodius song notations. Film Sachcha jhootha.